PanjnadPigeon

PanjnadPigeon Hello,
our page is about birds included pigeons.If you have interest in any kind of birds then this
(2)

Insha Allah
26/01/2023

Insha Allah

17/04/2021
Masha Allah.. Red Mpg Danish Female 3 kali
20/10/2020

Masha Allah.. Red Mpg Danish Female 3 kali

Masha Allah  .My Red Fairy salleow Male
18/10/2020

Masha Allah .My Red Fairy salleow Male

12/07/2020

Masha Allah.. Shukar Alhamdulillah...
My Home Breed 4 Feather Black Indain Fantail Chick From Ali khalFan Bloodline Thanks A lot Zahed Ahmed Bhai .

12/06/2020

Masha Allah. Sukhar AL Hamdulillah .My Home Breed 3 feathers Hen Indain Fantail Sivler Color . Ali KhalFan BLODLINE Thanks A lot Zahed Ahmed .

Masha Allah my budhapest breeder hen
19/05/2020

Masha Allah my budhapest breeder hen

Dewormer, Mites, lices, Cocci, Canker and General Health products by Harkers.Now available in PakistanPets Land 03004011...
17/05/2020

Dewormer, Mites, lices, Cocci, Canker and General Health products by Harkers.

Now available in Pakistan
Pets Land 03004011189.

امریکہ میں American fantail اور Indian fantail کسے کہا جاتا ہے خاص ان دوستوں کے لئے جو کہتے ہیں کہ کیونکہ اس breed کا ام...
29/04/2020

امریکہ میں American fantail اور Indian fantail کسے کہا جاتا ہے خاص ان دوستوں کے لئے جو کہتے ہیں کہ کیونکہ اس breed کا امریکہ میں سائز بڑا کیا گیا اسلیے یہ American fantail ہے- یہ آرٹیکل North America کے بریڈر اور Indian fantail club of North America کے founding ممبر Givo G نے خود لکھا ہے خاص طور پر ہمارے پاکستانی دوستوں کے لئے
The pigeon hobby and love for our birds brings breeders from all around the world together.

With so many cultures and languages, we all become one.

Over the years, there have been questions about the type of bird standards and the naming of them.

The Indian Fantail Standard vs American Fantail Standard

The original Indian Fantail was brought to United states many years ago as a feeder bird for snakes from India.

They were then saved and that is kind of when it all started.

Like many birds, the Standard of that original bird today has been cleaned and polished to what we show.

Everyday breeders from around the world make improvements to that same bird.

The American Fantail is almost a different bird let alone a different breed.

The body of the American Fantail has a different bone structure that allows for such stance.

They are much smaller then the Indian Fantail.

The question in standard is not asked when they are side by side, because it is very visible.

The standard of those birds gets asked about it online, when a person has not seen those birds in person.

I know the naming of these birds in far east, India-Pakistan for example are also talked about.

All pigeons have been transformed from the original rock dove over thousands of years.

The Indian Fantail, along with other Pigeon Breeds have just recently been put into a record keeping called Standard of Perfection.

The Standard of Perfection of each breed has and will always change, as breeders make evolutionary changes to that bird.

For example the Kormoner Tumbler is much larger today then it was even 10 years ago.

The Indian Fantail just like other breeds has also seen some changes, mostly in color.

Years ago, I was at the NPA Grand National, when I saw a first Lemon color introduced by Dan Skiles.

No one imagined that we would get some colors or stencils in todays birds.

One day, the Indian Fantail as we know today, might be 3 feet tall, and have colors similar to those of a peacock.

As seen in a project Steve Shaw has been working on - The American Fantasy. With same standard as the Indian Fantail but a full crest like seen in the Old Dutch Capuchine.

That project of mixing different breeds to get that bird has taken many years, and still has a few to go to be perfect.

Also in recent years, there are now Mindians - Mini Indian Fantails, that have the same Standard but have a maximum size, cannot be larger then certain size.

There are many other Fantails - Syrian Fantail - has a small upside down V as a tail, Thai Fantail - smaller,clean legged with frill as tail.

There was a comment on Facebook about changing the Name from Indian Fantail to American Fantail because Americans made it.

This has almost become like politics, which I hate to talk about.

The name of the Indian Fantail is there to give hommage to where the Fantail originated, it has not changed, but like I stated previously, just polished to the Standard we know today.

We as breeders are ever evolving our birds, like the example of the American Fantasy.

When all this evolution to the Indian Fantail was being done in United States,

in India the bird stayed similiar up until the 1990-95 when birds were imported back from countries like Saudi Arabia, and those birds had originated from United States.

The birds we see today in India are a mixture imported birds and original birds. The same goes for most countries in that region.

When there are no standards, a breed is just a random breed. One cannot compare birds.

Lucky for everyone today, The Standard Of Perfection of the Indian Fantail has been adopted around the world, and there have been so many import/exports around the world.

If your bird does not look like the any of the Standards for any of the fantails, then one must be created or your bird is just a mix.

It takes years of showing that bird for it to be made into a Standard, one that can be duplicated.

Like I said, we as breeders have come together from aroun the world, and I am very proud to know people from places I have never been.

I know this might start a discussion, but that is what is great and maybe even needed.

I might have missed a few things or not named names. I hope this helps everyone and happy breeding!!

Thank you

Added note that Gary found on the UK club, complete history. https://indianfantail.com/indian-fantail-history-chapter-one/

21/04/2020

Brothers

STANCE                20  points Indian Fantail pigeon k khare hone ka andaza Aj kay topic main Indian Fantail Kay stand...
19/04/2020

STANCE
20 points
Indian Fantail pigeon k khare hone ka andaza

Aj kay topic main Indian Fantail Kay standard kay teseray aham point ko samhjane ki koshish karon ga Jo k bird ka stance matlb relax ho Kar bird kay khare hone ka andaza Hai
kisi bhi breed main agar bird ka stance durasat nai tu bird acha bird ya khubsorat bird nai samhja Jaye ga har show Pigeon breed ka apna standard stance hota hai yahan zikar sirf Indian Fantail pigeon k stance ka hi ho ga so balance aur tail k baad Indian Fantail pigeon ki breed ka Sab say aham point stance hi hai tail 20 and stance 20 in dono k points say andaza Kar lain k is breed main in points ki kitni ahmiyat hai aur afsoos hamre Han in dono points ko bahot buri tarhan se neglect Kia jata hai Jo k is baat ko zahir karta hai k Pakistan main hum standard say bilkul opposite ja rahye hain aur har us point per Indian Fantail pigeon ko breed karwa rahye Hain Jo k standard main sirf faults k tor per likha Gaye points hain
Magar ab pori koshish hai k standard ko samhjty hue apne birds ki breed is tarhan karwi Jaye k birds mazeed kharab hone say Bach bhi Jain aur behteri ki taraf bhi ana shuru hon ahista ahista
Magar is k Lia sab say zada zarori hai apka apna Faisala k ab mazeed faulted birds ko faulted birds say mate nai karwana takay wo mazeed faulted birds produce na karin
So agar yeh faisla Kar lia Jaye tu phir apko samhjna chahiye k achy Indian Fantail pigeon k stance main Kia daikhna chahiye aur wo konse points Hain Jo Indian Fantail pigeon ko bura stance date Hain

Acha stance kabhi bhi aik Dara huwa khabarya huwa ya bahot zada aggressive bird nai day sakta us k Lia bird ka relax hona us Gaga say manoos hona bhi zarori hai but is ka yeh matlb hargiz nai k bure stance ka bird is waja say pakar main nai aye ga in sab baton k bawajod bhi bure aur achy stance k bird ka farq pata chalta hai but aik achy stance ko enjoy karne k Lia bird ka relax hona zarori hai
Stance main tail ki position ka bahot aham qirdar hai agar aik khuli Hui tail bird ki gardan say khuch faslay per nai ho gi aur gardan k sath lagi Hui ho gi tu wo bird k stance ko kharab Kare gi ya tail ka gardan se bahot zada dor hona bhi fault hai jis ki waja peechy ki taraf giri Hui tail hai ya tail ka bird kay sar k uper ana bhi bird k stance ko kharab karta hai isi ki waja se bird agaye ki taraf jhuka huwa rehta hai aur bahot bura lagta hai isi tarhan kisi bhi side per jhuki Hui tail bhi aik bure stance ko show karti hai
Achy stance k Lia gardan ki jitni lambai hai utni hi tail sar say unchi ho tu achi tasawer ho gi aur tail ki golai sar k darmian main hi qaim ho tu aik acha bird Mana Jaye ga
Tail k baad stance k Lia aham point chest aur head ki position hai
Bird jab relax ho tu wo apni gardan ko aisi Gaga per qaim rakhy k agar aik seedhi lakeer uski ankh say uski legs yanai paon ki taraf khainchi Jaye tu wo uskay agaly nakhon per aye
Is k ilawa gardan ko shake nai Karna chahiye
Gardan ko bahot pechy na lay Kar Jaye k bird ki gardan main bend nazar aye is ki waja say bird ki breast Yani samne ka hisa uper ki taraf nikla huwa dikhai day ga Jo k aik fault bhi hai
Breast ko bhara huwa hona chahiye aur bird k wings ko breast say bahir nazar nai ana chaiye mukamal chupa hona chahiye jaisa k Jacobin main nazar atte hai is main nai ana chahiye dono breeds k apne apne standard points Hain yahan sirf samhjane k Lia zikar Kia Gaya hia
Legs ko bird k bilkul darniyan main hona chahiye zada agay ya bilkul pichy hon gi tu wo bird kay stance ko kharab Karin gi
bird ki tangon ki unchai bhi aik aham point hai k unko kitna hon chahiye
Standard aur experts k hisab say itni Kam na hon k bird zameen say touch Kare ya itni unchi na hon k leggy ki tarhan look dain
Sab say last main flight feather ka zameen say lagna aik bahot bura point tasawer hota hai bird k uraan walye paron ko zameen as utha huwa hona chahiye
Umeed karta hon k is say apko help milye

TAIL         INDIAN FANTAIL PIGEONJis tarhan pehli post main bird k balance per khuch points ko samhjne ki koshish ki g*...
10/04/2020

TAIL

INDIAN FANTAIL PIGEON

Jis tarhan pehli post main bird k balance per khuch points ko samhjne ki koshish ki g*i isi tarhan is topic main Indian Fantail ki tail k khuch zarori points discuss hon gay jis ko har Surat breeding aur show birds main importance di jati hai warna standard bird ki khubsorati balance hone k bawajod khatam ho jati hai
Fantail ka naam hi is breed main tail ki ahmiyat ko zahir Kar daita hai is ki ahmiyat ka andaza is tarhan bhi laga sakte Hain k standard main is k 20 points rakhy Gaye Hain
Indian Fantail ki perfect tail shape and size ko achieve karne k Lia achi tail k hi dono birds ko apse main mate kawa Kar breed li jati hai kion k agar aik bird bhi kharab tail ka ho tu bilkul na hone k barabar chances Hain k achi tail chicks main aye
Aik standard tail Kia honi chahiye usko samhjna zarori hai phir faults bhi explain karne ki koshish ho gi
Sab say pehla aur zarori point tu tail ka bird ki body k sath balance hona bahot zarori hai agar bird ki body k hisab say tail bahot zada bari hai ya body k nisbat choti hai tu yeh balance tail nai is ko acha tasawer nai Kia jaye ga kion k yeh bird ki beauty kharab karti hai
Balance tail Kia hai tu usmain balance tail ka general role yeh hai k jitni bird ki neck hai utni uski tail head say uper ho tu wo aik achi standard balance tail tasawer ki jaye gi
Tail ki beauty k Lia sirf tail size ya balance hona kafi nai tail us k stance k hisab say bhi thek ho aur us k feather ka apas Main fasla na ho wo aik dosre k sath tarteeb main hon aur tail ka feather hard ho soft feather na hon tail ki golai bilkul standard k mutabiq ho ab standard k mutabiq standard tail ki khobian aur phir unkay fault ko 2020 k approved standard per explain karne ki koshish karta hon
Ek masali aur pasandeeda dumm bharri hui honi chaye ( kamzoor feathers wali ya feathers main fasle wali nahi honi chahiye ), gol, achi tarha seedhi, aur usay takreeban 3/4 k dairay may hona chahiye Dum ko paroun k uper araam say fit hona chayeh takay paroo k kinaray zameen ki taraf zabardasti na jaein aur lagna chahiye k bird kay flight feathers Yani uraan wale paron nay tail ko halka sa uthya huwa hai . dumm zyada chaptii ( flat ) nahi honi chaiye aur na hi Ander ki taraf gol cone numa band honi chahiye
Achi tail ka phailaao neem gol aik plate ki tarhan ka hona chahiye Aur isi shape main tail seedhi khari ho Aur sar ki taraf say parinde say thore fasle per jhuki Hui ho sar k sath lagi Hui tail ya sar k uper ai Hui aur pichy ki taraf giri Hui tail buri Mani jati hai
Tail feathers main do qataron wali tail ko zada pasnad aur tarjeeh di jati hai jis ko double row of feathers kaha jata hai laikin aik qataar Wala bird bhi show winner hota hai khayal bus itna ho k jab show k Lia dum k paroon ko tarteeb dia Jaye tu wo aik dosre k uper aain aur in main koi fasla na baqi rahye
Dum k paron ka chapta, sakhat aur chora hona zada quality mana jata hai kion k yehi choray par dum k darmaiyani faslay ko khatam karte Hain bareeq aur naram paron say tail main gape aa jate Hain aur bird ki tail ko bura bana daite Hain breeding stock main aise bird ki zada ahmiyat hoti hai Jo flat hard aur wide feather texture main hon
Aik aur zarori baat tail k paron ko nechy say domoay nai hona chahiye aur yaad rahye k is ko paron k fasle aur ghalat layering say confuse na Kia Jaye
Dum k nechy cushion k paron ki aik layer bilkul seedhi honi chahiye aur dum k paron k sath mazbooti k sath juri Hui honi chahiye kion k is ki waja se dum ko center main rehne k Lia support milti hai
Dum kisi bhi taraf ko jhuki Hui nai honi chahiye jaise pehly bhi zikar hua k na peechi giri ho na side per kisi taraf aur na sar k uper aur bahot hi aham baat k us main chalty hue lachak nai honi chahiye is point per judge bird ko Kam quality ka samhjy ga aur baqi birds say rank main nechy Kar day ga

FAULTS

Bilkul chapti dum means flat or too cone shaped jis ko hamri aam zuban main band dum bhi keh daite Hain
Tooti Hui , paron ka kharab hona , V gape hona , tail k nechly paron ko zameen per ghaseetay huwe parinday ka chalna ya cushion main kharabi khas kar cushion ka seedha na hona aise bird ko judge foran bahir nikal day ga
Bird ki dum ka uski body k sath tawazan na hona choti body hone ki waja say ya neck zada choti hone ki waja se tail ki unchi zada nazar ana
Ya bahot choti dum hona
Paron ka bahot zada naram hona k jis ki waja say par seedhy na ho saktay hon

Dia Gaya sketch in points ko zada behter tareeqa se samhje main madad Kare ga

10/04/2020

Masha Allah .Masha Allah. My White Danish Chicks parents Feeds No Self .Plz Comments...

BALANCE                INDIAN FANTAIL PIGEONAj is topic main koshish ki hai k Indian Fantail pigeon Kay balance ko asaan...
09/04/2020

BALANCE

INDIAN FANTAIL PIGEON

Aj is topic main koshish ki hai k Indian Fantail pigeon Kay balance ko asaan lafzon main un doston ko samhaja jaye Jo is breed main abhi anay ka irada rakhte Hain ya Jo isko Kamyabi say pehly hi kar rahye Hain yeh wo point hai Jo breeding k Lia sab say pehly daikha jata hai
Indian Fantail tu kia kisi bhi live stock main breeding stock ki selection karte hue serious breeders sab se zada importance balance ko hi daitay Hain agar bird ya animal balance nai ho ga tu wo usay breeding plan se nikal dain gay jis ki waja yeh hai k khubsorti sirf balance se hi mumkin hai agar koi body part kisi dosre body part se mamaslat nai rakhy ga tu khubsorati khatam ho Jaye gi
Balance ko agar asaann lafzon main biyan kia Jaye tu wo is tarhan ho ga k Body k tamaam parts aik dosrae k sath bilkul tanasub main hon jab aik nazar bird per Dali Jaye tu bird ka koi bhi body part us Kay kisi dosray body part say ghair mutwazan nazar na aye aur bird daikhne main mukamal nazar aye

Aur isi balance ko maintain rakhte hue Indian Fantail ko bare size main develop Kia Gaya hai

Unbalanced Indian Fantail ki khuch misalin yeh di ja sakti Hain
Body size chota hone k waja se tail ka head se bahot uncha nazar ana
Ya flight feathers ka body ki nisbat bahot zada lambai main hona jis ki waja se flight feathers zameen k sath touch hona shuru ho jain
Gardan ka bahot lambai main hona
Pamoze bahot chote Hona ya body size ki nisbat bahot zada bare hona

Mukamal balance bird k Lia stance head body neck chest back tail muffs wings sab ko apne balance main hona chahiye is k baad hi apko aik khubsorat standard bird daikhne ko milye ga
Bahot zarori hai samjhne k Lia k pori dunia main kisi bhi breed main valuable bird wohi hota hai Jo us k approved standard k close ho ga

USA main sab say zada is breed per Kam huwa aur balance ko sab say zada focus karte hue 50 saal say bhi zada selective balance bloodlines per master breeders nay Kam Kia aur akhir bahot hard work k bad aik balance bare size ka Fantail jis ko Indian Fantail kaha jata hai develop Kia

Dia Gaya sketch 2020 ka approved standard sketch hai aur dunia k tamam Indian Fantail breeders isi ko follow karte huwe shows k Lia apne bird ko breed karwane ki koshish karte hain

Masha Allah  ...  Shukar Alhamdulillah. My Home Chick 0 kali just Self Garman Blodline.
09/04/2020

Masha Allah ... Shukar Alhamdulillah. My Home Chick 0 kali just Self Garman Blodline.

Black Macpai 5 kali Female IMPORTED Blodline. Just Show
08/04/2020

Black Macpai 5 kali Female IMPORTED Blodline. Just Show

An Indian Fantail which meets international standards has an unmatched allure where the bird exhibits complete balance. ...
07/04/2020

An Indian Fantail which meets international standards has an unmatched allure where the bird exhibits complete balance. An upright circular tail, well-fleshed body, proper station, rounded front skulled head, nice neck and proportioned muffs. I am lucky that we are following these standards. Me and the members of the Pakistan Indian Fantail Club are striving hard to produce standard balance birds and continue the legacy of the breeders who have dedicated their lives for the preservation and continued upgration of this breed. I am in debt to Zahed Ahmed Bhai who is a great support and a major helping hand to our Pakistan Indian Fantail Club.

Photo credits: Ali Khalfan

06/04/2020

Masha Allah.1 kali Chick IMPORTED Blood line.

02/04/2020

Masha Allah .My Breed Chick Indian Fantail Not Self .

01/04/2020

Masha Allah..... Shukar AL Hamdulillah ...
My 4 Black Magpie Female IMPORTED Blodline Ring 2020 .
2 Female 7 kali ... 2 Female 8 9 kali ..

31/03/2020

Masha Allah my white Indian fantail male 019 From Bader Al hammadi
Thanks a lot Zahed Ahmed Bhai ❤️ Insha Allah Coming soon.....

Masha Allah. MY Yellow Bukhara IMPORTED Breeder pair  2018 Ring Bird.
29/03/2020

Masha Allah. MY Yellow Bukhara IMPORTED Breeder pair 2018 Ring Bird.

28/03/2020

Masha Allah young yellow Indian Fantail male from Bader Al hammadi loft
Thanks a lot once ag*in Zahed Ahmed Bhai ❤️

27/03/2020

Masha Allah. New My Entry IMPORTED Bloodline Chicks .

27/03/2020

‏ویلے ہی بیٹھے ہو۔۔۔

اردو میں دفعہ ہو جاؤ

انگلش میںGetLost

اور اپکی زبان میں؟؟

26/03/2020

Masha Allah. MY Bukhara Collection's IMPORTED Bloodline.

25/03/2020

Masha Allah .Opal Chick of Indian Fantail From Badar Thanks A lot Zahed Bhai .

Address

Shareef Garments, Gulshan Market, New Multan
Multan
60000

Telephone

+923118579899

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when PanjnadPigeon posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to PanjnadPigeon:

Share

Category

story

Me and my friends have interest in Pigeons. One day we decided to share our experience with other peoples who has same passion as we have. We create a page for all pigeon lovers. Here we talk about our experience and difficulties that you may sometime have to deal with it.

I hope our experience will help you to grow your passion and love.

In addition, we will provide information about events in this regard.

You also can share with us your experience observance and tips.


Other Pet Supplies in Multan

Show All